Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chaandi ka badan sone ki nazar us par ye nazaakat kya kahiye ae ji kya kahiye chaandi ka badan sone ki nazar us par ye nazaakat haay nazaakat kya kahiye kis kis pe tumhaare jalwon ne todi hai qayamat kya kahiye ae ji kya kahiye chaandi ka badan sone ki nazar aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa gustaakh zubaan gustaakh nazar ye rang e tabiyat kya kahiye ae ji kya kahiye gustaakh zubaan gustaakh nazar ye rang e tabiyat haaye tabiyat kya kahiye aise bhi kahin is duniya mein hoti hai mohabbat kya kahiye ae ji kya kahiye gustaakh zubaan gustaakh nazar aa aa aa aa aanchal ki dhanak ke saaye mein ye phool gulaabi chehron chehron ke ye phool gulaabi haan ye phool gulaabi chehron ke hai gul bhi hai gulshan bhi hai aur taaron ka jhurmat bhi ye phool gulaabi chehron ke ye phool gulaabi haaye gulaabi chehron ke is waqt humaari nazron mein aaa aaaaaa is waqt humaari nazron mein kya cheez hai jannat kya kahiye ae ji kya kahiye is waqt humaari aaaa aaa nazron mein nazron mein aaa aaa aaa
chaandi ke chand tukadon ke liye imaan ko bechaa jaata hai imaan ko bechaa jaata hai masjid mein khudaa aur mandir mein bhagwaan ko bechaa jaata hai bhagwaan ko bechaa jaata hai yahaan aise bhi kuchh kaliyaa hain ja naa bole naa muh khole daulat ke taraazuu mein inko khud fekane waale hi tole saiyaadon ki iss basti mein anjaan ko bechaa jaata hai anjaan ko bechaa jaata hai chaandi ke chand tukadon ke liye imaan ko bechaa jaata hai imaan ko bechaa jaata hai har cheez ka sauda hota hai har cheez yahaan par bikati hai dhanvaan ke aage nirdhan kya ab saari khudaai jhookati hai bebas insaanon ke har ik aramaan ko bechaa jaata hai aramaan ko bechaa jaata hai chaandi ke chand tukadon ke liye imaan ko bechaa jaata hai imaan ko bechaa jaata hai ae maalik tu ne likhi hai patthar ki kalam se taqdeerein majabur musavvir dekh raha ye khoon e jigar ki tasaviren insaan ke haathon hi ab to insaan ko bechaa jaata hai insaan ko bechaa jaata hai chaandi ke chand tukadon ke liye imaan
chaar din ki zindagi hai jaa rahein hain din do gaye tere milne se pehle do gaye tere bin priye kab milan hoga priye kab milan hoga tum kahin kho jaaogi jaan main paata agar ban ke humraahi tera sang hi karta safar ye safar poora nahin hoga tumhaare bin do gaye tere milne se pehle do gaye tere bin priye kab milan hoga priye kab milan hoga yaad ke toote mahal tab tera mandir bana deep jalte reh gaye chhup gayi moorat kahaan ye diye vishwaas ke bujh jaayen na ek din do gaye tere milne se pehle do gaye tere bin priye kab milan hoga priye kab milan hoga
hoooo oooooo bichhuaaaaaaaaa haaye re peepal chhaiyaan baithi pal bhar hooooooo dhar ke gagariyaa haaye re hoye hoye hoye hoye hoye hoye daiyaa re daiyaa re chad gayo paapi bichhua ho haaye re marr gayi koi utaaron bichhua ho daiyaa re daiyaa re chad gayo paapi bichhua ho daiyaa re daiyaa re chad gayo paapi bichhua hooooo oooooo ooooo ooooo oooooo oooo oooo ooooo mantar pherun komal kaayaaaaaaaaa oooooo chhod ke jaa re chhooooo hoye hoye hoye hoye hoye hoye aur bhi chad gayo na gayo paapi bichhua kaisi ye aag lagaa gayo paapi bichhua saare badan pe chhaa gayo paapi bichhua ho daiyaa re daiyaa re chad gayo paapi bichhua hooooo oooooo ooooo ooooo oooooo oooo haaye re mantar jhootha vaid bhi jhootha hooooooo piya ghar aa re aa re hoye hoye hoye hoye hoye hoye dekho re dekho re dekho utar gayo bichhua hey toot ke reh gayo dank utar gayo bichhua saiyaan ko dekh ke jaane kidhar gayo bichhua ho daiyaa re daiyaa re chad gayo paapi bichhua ho haaye re marr gayi koi utaaron
huyi chadti jawaani meri chaal mastaani tune kadar na jaani raama chadti jawaani meri chaal mastaani tune kadar na jaani raama hoye chadti jawaani meri chaal mastaani tune kadar na jaani raama haaye raama hoye raama haaye raama uljhe kaahe re main hoon surat mein tujhse badh ke kahin aye ri tu hai jawaan to main bhi sajila kuchh kam nahin hooo hooo hooo uljhe kaahe re main hoon surat mein tujhse badh ke kahin aye ri tu hai jawaan to main bhi sajila kuchh kam nahin haaye duniyaan huyi re mere pyaar mein deewani laakhon ki main diljaani raama chadti jawaani meri chaal mastaani tune kadar na jaani raama wo kaun aisi hai jiska hai roop aisa jaadoo bhara jaa re main bhi to dekhoon tu jiski dhun mein hai baanwara hooo hooo hooo wo kaun aisi hai jiska hai roop aisa jaadoo bhara jaa re main bhi to dekhoon tu jiski dhun mein hai baanwara hoye uske kadam choome teri jawaani wo hai sahar ki raani raama chadti jawaani meri chaal mastaani tune kadar na jaani raama haaye raama
chah barbaad karegi humen maalum naa tha chah barbaad karegi humen maalum naa tha rote rote hi kategi humen maalum naa tha rote rote hi kategi humen maalum naa tha maut bhi hum pe hansegi humen maaluuuum naa tha zindagi rog banegi humen maalum naa tha zindagi rog banegi humen maalum naa tha chah barbaad karegi humen maalum naa tha chhayi ghanghor ghata chand sitaare na rahe wo ummeedein na rahin ab wo sahaare na rahe gair to gair hi the wo bhi hamaare na rahe hum pe aisi bhi padegi humen maalum naa tha hum pe aisi bhi padegi humen maalum naa tha chah barbaad karegi humen maalum naa thaaaa
chah karni thi chah kar baithe zindagi hum tabaah kar baithe ishq kyun khamkhaah kar baithe zindagi hum tabaah kar baithe ishq kyun khamkhaah kar baithe na asar aansuon na aanhon mein na asar aansuon na aanhon mein lut gaye hum wafa ki raahon mein lut gaye hum wafa ki raahon mein ek patthar se chaah kar baithe zindagi hum tabaah kar baithe chah karni thi chah kar baithe ho gaye hum gali gali ruswaa ho gaye hum gali gali ruswaa ishq gar hai gunaah aye duniya ishq gar hai gunaah aye duniya ab to hum ye gunaah kar baithe zindagi hum tabaah kar baithe ishq kyun khamkhaah kar baithe ab na duniya mein kuchh raha apna ab na duniya mein kuchh raha apna maut kar degi faisla apna maut kar degi faisla apna zindgi se nibaah kar baithe zindagi hum tabaah kar baithe chah karni thi chah kar baithe hum nakaabil the unki hasti ke hum nakaabil the unki hasti ke hum the baase gareeb basti ke hum the baase gareeb basti ke chaand par kyun nigaah kar baithe zindagi hum tabaah kar baithe
chahe koi khush ho chahe gaaliya hazaar de mast ram banke zindagi ke din guzaar de are mast ram banke zindagi ke din guzaar de are mast ram banke zindagi ke din guzaar de pee ke dhaandhali kare to mujh ko jail bhej do soonghane mein kya hai ye jawaab thaanedaar de mast ram banke zindagi ke din guzaar de bhaav agar badha bhi daale seth yaar ghum na kar are khaaye ja maje ke saath jab talak udhaar de bhaav agar badha bhi daale sethiya tu gam na kar khaaye ja maje ke saath jab talak udhaar de are mast ram banke zindagi ke din guzaar de dhat tere kee hava nikal gayi jeck lagaao tik tik tik tik stepny pahiyaa are pamping heyyy are mast ram banke zindagi ke din guzaar de baant kar jo khaaye us pe apni jaan o dil luta are jo bachaaye maal us ko jutiyon ka haar de baant kar jo khaaye us pe apni jaan o dil luta jo bachaaye maal us ko jutiyon ka haar de are mast ram banke zindagi ke din guzaar de chahe koi khush ho chahe gaaliya hazaar de mast ram banke zindagi ke din guzaar
pyaaaaaaaar pyaar pyaar pyaar pyaar chahiye thoda pyaar thoda pyaar chahiye chahiye thoda pyaar thoda pyaar chahiye jaaneman gulbadan meri baat maaniye chahiye thoda pyaar thoda pyaar chahiye pyaaaaaaaar pyaar pyaar pyaar pyaar chori chhupe pyaar kabhi hona chahiye rutt ho jawaan phir to humen khona chahiye are chori chhupe pyaar kabhi hona chahiye rutt ho jawaan phir to humen khona chahiye jai kaali kalkatte waali mera vachan naa jaaye khaali bachchaa log are bajaao taali chahiye thoda pyaar thoda pyaar chahiye jaaneman gulbadan meri baat maaniye chahiye thoda pyaar thoda pyaar chahiye pyaaaaaaaar pyaar pyaar pyaar pyaar koi haseen kar na saka mera saamna meri nazar jaadoo bhari dil ko thamna are koi haseen kar na saka mera saamna meri nazar jaadoo bhari dil ko thamna jai kaali kalkatte waali tera vachan naa jaaye khaali chhokri log are bajaao taali chahiye thoda pyaar thoda pyaar chahiye jaaneman gulbadan meri baat maaniye lala la la lala lala la la lala lala la
chahoonga main tujhe saanjh savere phir bhi kabhi ab naam ko tere aawaaz main na doonga aawaaz main na doonga chahoonga main tujhe saanjh savere phir bhi kabhi ab naam ko tere aawaaz main na doonga aawaaz main na doonga chahoonga main tujhe saanjh savere dekh mujhe sab hai pata sunta hai tu man ki sadaaaa dekh mujhe sab hai pata sunta hai tu man ki sada mitavaaaaa mere yaar tujhko baar baar aawaaz main na doonga aawaaz main na doonga chahoonga main tujhe saanjh savere phir bhi kabhi ab naam ko tere aawaaz main na doonga aawaaz main na doonga chahoonga main tujhe saanjh savere dard bhi tu chain bhi tu daras bhi tu nayan bhi tu dard bhi tu chain bhi tu daras bhi tu nayan bhi tu mitavaaaaa mere yaar tujhko baar baar aawaaz main na doonga aawaaz main na doonga chahoonga main tujhe saanjh savere phir bhi kabhi ab naam ko tere aawaaz main na doonga aawaaz main na doonga aawaaz main na doonga aawaaz main na doonga
hey hey hey hey la la la la hey hey hey hey aaaa haaa haaa hmmm hmmm hmmm hmmm lala la lala lala lala la lala chain aapko mila mujhe deewangi mili hosh aapko mila mujhe to bekhudi mili phir bhi pyaar aapse hi karta hai dil chain aapko mila mujhe deewangi mili hoo hoo hosh aapko mila mujhe to bekhudi mili phir bhi pyaar aapse hi karta hai dil chain aapko mila mujhe deewangi mili manaau to isse main kaise ye dil deewana hai na maane bataaun to bhala main kaise ye ishq kya hai ye na jaane shedaayi main tera hua tujhko nahin hai ye pata jaam aapko mila mujhe to berukhi mili hoo hoo hosh aapko mila mujhe to bekhudi mili phir bhi pyaar aapse hi karta hai dil chain aapko mila mujhe deewangi mili koi kisi pe jaan de de koi karen hai bewafaayi ye faaslon ka dard kya hai ye jaanti hai bas judaayi tujh se mili jab se nazar deewaani main ho gayi neend aapko mili mujhe to bebasi mili haan haan hosh aapko mila mujhe to bekhudi mili phir bhi pyaar aapse hi karta hai dil chain
nan nan nan nan nan nan nan aise na darna nazrein utha ke zara ground mein tu jaa lal lal lal lal lal lal lal start tu stump ka thodi si setting kar ke rook tu jaa bowler ko dekh ke thodi kasam tu le phir thoda aaju baaju filding ko tu dekh le kar de uss bowl ko fix jab thoda down the pitch tu pura jor laga ke maar de ooncha six six six six six six six six cha cha cha cha cha cha cha chain kulii ki chain kulii ki ma ma ma ma ma ma ma ma main kulii ki main kulii ki cha cha cha cha cha cha cha cha chain kulii ki chain kulii ki ma ma ma ma ma ma ma ma main kulii ki main kulii ki chain kulii ki main kulii ki main kulii ki chain kulii ki chain kulii ki main kulii ki cha cha cha cha cha cha cha aaaa tu tu tu tu tu tu tu pehle se soch le jo bhi opportunity aaye daboch le yun yun yun yun yun yun yun fielding ko set kar dekh usko aise batsman jaaye darr bounser tu daal kar aur kabhi daal yorkar aur kabhi inswing out swing karke usko confuse kar as bowl is all about par uske
chain nahin aaye kahan dil jaaye sajanwa hoooo balamwa hoooo chain nahin aaye kahan dil jaaye sajanwa hoooo balamwa hoooo chain nahin aaye kahan dil jaaye lehren kinaare se bichhad gayin aise lehren kinaare se bichhad gayin aise nazron se door tum ho gaye piya jaise ho gaye piya jaise chain nahin aaye kahan dil jaaye sajanwa hoooo balamwa hoooo chain nahin aaye kahan dil jaaye patjhad aayi chhayi udasi preet kamal murjhaye hoooo ooo patjhad aayi chhayi udasi preet kamal murjhayeeee paas nahin jab tum hi baalam man kaise muskayeeee man kaise muskaye chain nahin aaye kahan dil jaaye sajanwa hoooo balamwa hoooo chain nahin aaye kahan dil jaaye aaun to aaun piya kaise main aaun aaun to aaun piya kaise main aaun tere milan ki raah na paaun raah na paaun chain nahin aaye kahan dil jaaye sajanwa hoooo balamwa hoooo chain nahin aaye kahan dil jaaye
chain se humko kabhi aapne jeene na diya zehar bhi chaaha agar pina to pine na diya chain se humko kabhi chaand ke rath mein raat ki dulhan jab jab aayegi yaad humaari aapke dil ko tadpa jaayegi aapne jo hai diya wo to kisi ne na diya zehar bhi chaaha agar pina to pine na diya chain se humko kabhi aapka ghum jo iss dil mein din raat agar hoga soch ke ye dum ghutta hai phir kaise guzar hoga kaash na aati apni judaayi maut hi aa jaati koi bahaane chain humaari rooh to pa jaati ik pal hasna kabhi dil ki lagi ne na diya zehar bhi chaaha agar pina to pine na diya chain se humko kabhi
aye duniyaa utt pataanga kithe hath kithe taanga rat kukdi dendi baanga ade chak de phatte ayeh duniyaa khel tamaasha aye tedi medhi bhaasha aye tooch pichh thaan thoon shhooon shhaaaan ade chak de phatte aye duniyaa utt pataanga kithe hath kithe taanga rat kukdi dendi baanga ade chak de phatte ayeh duniyaa khel tamaasha aye tedi medhi bhaasha aye tooch pichh thaan thoon shhooon shhaaaan ade chak de phatte hey chak de chak de chak de chak de chak de phatte hey chak de chak de chak de chak de chak de phatte chak de chak de chak de chak de chak de phatte chak de chak de chak de chak de chak de phatte aye duniyaa mast kalandar wahaan utte baitha bandar samjhe apnu sikandar ade chak de phatte aye duniyaa baari baari chak de saare narr naari tu kaanu banya bhikhari ade chak de phatte aye duniyaa mast kalandar wahaan utte baitha bandar samjhe apnu sikandar ade chak de phatte aye duniyaa baari baari chak de saare narr naari tu kaanu banya bhikhari ade chak de phatte chak
chakke mein chakka chakke pe gaadi gaadi mein nikli apni sawaari thode agaadi thode peechhadi thode agaadi thode peechhadi chakke mein chakka chakke pe gaadi gaadi mein nikli apni sawaari thode agaadi thode peechhadi thode agaadi thode peechhadi chunnu chhabeele munnu hatheele makhmal ki topi chhotu rangeele chunnu chhabeele munnu hatheele makhmal ki topi chhotu rangeele lallu bataata lalli tamaata gaama banenge gattu gathile pet mein inke lambi si daadi chakke mein chakka chakke pe gaadi gaadi mein nikli apni sawaari thode agaadi thode peechhadi thode agaadi thode peechhadi umar mein kachche ye chhote bachche hain bhole bhaale hain seedhe sachche umar mein kachche ye chhote bachche hain bhole bhaale hain seedhe sachche thaanenge jo bhi kar ke rahenge ye apni dhun ke hain pure pakke koi na samjhe inko anaadi chakke mein chakka chakke pe gaadi gaadi mein nikli apni sawaari thode agaadi thode peechhadi thode agaadi thode peechhadi lamba safar hai tedhi dagar hai
hoo hoooo hooo hooo hooo hooo tenu ki dil da haal sunaawa tenu main itni baat batawaan tenu main door kahin lejawaan tenu main apni heer banawaa tenu ki dil da haal sunaawa tenu main itni baat batawaan tenu main door kahin lejawaan tenu main apni heer banawaa chakna chakna chakna main chakna tenu hi aye mutiyaar takna takna takna main takna tainu mere dildaar chakna chakna chakna main chakna tenu hi aye mutiyaar takna takna takna main takna tainu mere dildaar chakna chakna chakna main chakna tenu hi aye mutiyaar takna takna takna main takna tainu mere dildaar saari jawaani maine tere naam kardi apni kahani maine tere naam kardi saari jawaani maine tere naam kardi apni kahani maine tere naam kardi tu meri aankhon mein tu meri saanson mein tu meri dhadkan mein tu mere tanman mein main deewana tu deewaani main mastaana tu mastaani tu hi jaana hai meri jaana banti kyun tu hai anjaani chakna chakna chakna main chakna tenu hi aye mutiyaar takna takna takna main takna
chal akela chal akela chal akela teraa mela peechhe chhoota raahi chal akela chal akela chal akela chal akela teraa mela peechhe chhoota raahi chal akela hazaaron meel lambe raaste tujhko bulaate yahaan dukhade sehne ke vaaste tujhko bulaate hai kaun saa wo insaan yahaan par jisne dukh na jhelaa teraa mela peechhe chhoota raahi chal akela chal akela chal akela chal akela teraa mela peechhe chhoota raahi chal akela teraa koi saath na de to tu khud se preet jod le bichhaunaa dharti ko karke arre aakaash odh le yahan pooraa khel abhi jeevan ka toone kahaan hai khelaa teraa mela peechhe chhoota raahi chal akela chal akela chal akela chal akela teraa mela peechhe chhoota raahi chal akela
chal baadalon se aage kuchh aur hi sama hai har cheez hai niraali har zindagi javaan hai chal baadalon se aage kuchh aur hi sama hai har cheez hai niraali har zindagi javaan hai chal baadalon se aage jise dekhne ko meri aankhen taras rahi hain jise dekhne ko meri aankhen taras rahi hain woh jagah jahaan se hardam ujala baras rahi hai meri khwaab ki woh duniya batlaao toh kahaan hai har cheez hai niraali har zindagi javaan hai chal baadalon se aage kuchh aur hi sama hai har cheez hai niraali har zindagi javaan hai chal baadalon se aage
chal chal aage nikal chal chal aage nikal tere peechhe bhaage tera saaya bach ke nikal chal chal aage nikal tere peechhe bhaage tera saaya bach ke nikal chal chal aage nikal bigdi hai kismat to sanwar jaayegi ye raat ghum ki guzar jaayegi bigdi hai kismat to sanwar jaayegi ye raat ghum ki guzar jaayegi unchi neechi raahen gir na jaana sambhal chal chal aage nikal tere peechhe bhaage tera saaya bach ke nikal chal chal aage nikal kuchh bhi ho raftaar tu kam na kar thokar lage aaj to ghum na kar kuchh bhi ho raftaar tu kam na kar thokar lage aaj to ghum na kar seene se lagaayega tujhe aane waala kal chal chal aage nikal tere peechhe bhaage tera saaya bach ke nikal chal chal aage nikal khidmat watan ki tera farz hai kar de ada ye tera karz hai khidmat watan ki tera farz hai kar de ada ye tera karz hai dagmaga na jaana faisla hai ye atal chal chal aage nikal tere peechhe bhaage tera saaya bach ke nikal chal chal aage nikal
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chaandi Ka Badan Taj Mahal (1963) 09:29 39903
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Duration : 09:29   Song Number : 39903   

Chaandi Ke Chand Tukadon Ke Liye Satta Bazaar (1959) 03:10 16476
 
Poster of Satta Bazaar (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 03:10   Song Number : 16476   

Chaar Din Ki Zindagi Ek Baar Kaho (1980) 04:01 14379
 
Poster of Ek Baar Kaho (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Navin Nischol
Duration : 04:01   Song Number : 14379   

Chad Gayo Paapi Bichhua Madhumati (1958) 06:13 11976
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 06:13   Song Number : 11976   

Chadti Jawaani Meri Caravan (1971) 04:40 20249
 
Poster of Caravan (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jitendra, Aruna Irani
Duration : 04:40   Song Number : 20249   

Chah Barbaad Karegi Shahjehan (1946) 03:17 11233
 
Poster of Shahjehan (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Raag- 
Bagasri
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:17   Song Number : 11233   

Chah Karni Thi Chah Kar Baithe Punar Milan (1964) 04:21 38237
 
Poster of Punar Milan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
C Arjun
On Screen Actors- 
Shashikala, Ameeta
Duration : 04:21   Song Number : 38237   

Chahe Koi Khush Ho Taxi Driver (1954) 03:18 19159
 
Poster of Taxi Driver (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Johny Walker
Duration : 03:18   Song Number : 19159   

Chahiye Thoda Pyaar Lahu Ke Do Rang (1979) 05:31 20251
 
Poster of Lahu Ke Do Rang (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Shabana Azmi
Duration : 05:31   Song Number : 20251   

Chahoonga Main Tujhe Dosti (1964) 05:06 20252
 
Poster of Dosti (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sudheer Kumar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:06   Song Number : 20252   

Chain Aapko Mila Hungama (2003) 05:02 18599
 
Poster of Hungama (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Duration : 05:02   Song Number : 18599   

Chain Kulii Ki Main Kulii Chain Kulli Ki Main Kulii (2007) 03:45 15797
 
Poster of Chain Kulli Ki Main Kulii (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Irfan Siddiqui
Music Director- 
Salim, Sulaiman
Singer- 
Kunal Ganjawala
On Screen Actors- 
Rahul Bose, Ranjit Raj
Duration : 03:45   Song Number : 15797   

Chain Nahin Aaye Samundar (1957) 04:05 32979
 
Poster of Samundar (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Raag- 
Chaya-Nat
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:05   Song Number : 32979   

Chain Se Humko Kabhi Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973) 03:46 11914
 
Poster of Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:46   Song Number : 11914   

Chak De Phatte Khosla Ka Ghosla (2006) 05:45 11764
 
Poster of Khosla Ka Ghosla (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Jaideep Sahni
Music Director- 
Dhruv Dhalla
Singer- 
Kailash Kher
On Screen Actors- 
Anupam Kher, Boman Irani
Duration : 05:45   Song Number : 11764   

Chakke Mein Chakka Brahmachari (1968) 05:32 20253
 
Poster of Brahmachari (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Rajshree, Mumtaz
Duration : 05:32   Song Number : 20253   

Chakna Chakna Namastey London (2007) 03:55 11155
 
Poster of Namastey London (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Katrina Kaif
Duration : 03:55   Song Number : 11155   

Chal Akela Chal Akela Sambandh (1969) 05:30 20254
 
Poster of Sambandh (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mukesh
Duration : 05:30   Song Number : 20254   

Chal Badalon Se Aage Ek Jhalak (1957) 03:13 40784
 
Poster of Ek Jhalak (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
Hemant Kumar
Duration : 03:13   Song Number : 40784   

Chal Chal Aage Nikal Chakravyuha (1978) 06:10 19259
 
Poster of Chakravyuha (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 06:10   Song Number : 19259